Mere aasu'on pe bhi unko, rehem na aaya,
Woh shikwa karte rahe, main duhai deta raha.
Itne sangeen jurm, na kiyè the maine,
Woh fehrist padh-te rahe, main qubool karta raha.
Fehrist - List
Woh shikwa karte rahe, main duhai deta raha.
Itne sangeen jurm, na kiyè the maine,
Woh fehrist padh-te rahe, main qubool karta raha.
मेरे आंसुओं पे
भी, उनको रहम
ना आया,
वो शिकवा करते
रहे, मैं दुहाई
देता रहा.
इतने संगीन जुर्म,
ना किए थे मैंने,
वो फेहरिस्त पढ़ते रहे,
मैं कबूल करता
रहा.
Fehrist - List
No comments:
Post a Comment